New Lyrics

Osho Jain – Kya Pata Lyrics

Osho Jain - Kya Pata Lyrics
Osho Jain – Kya Pata Lyrics

Osho Jain – Kya Pata Lyrics Mai jab bhi rota hun,
Mujhe vo bohot yaad aata hai,
Jaise mujhe vo manata tha,
Ab koi bhi na manata hai,

Khud ko jab mai khota hun,
Mujhe vo bohot yaad aata hai,
Jaise mujhe vo samjhata tha,
Ab koi bhi na samjhata hai,

Kya vo bhi mujhe yaad karta hai,
Kya vo bhi akele me darta hai,
Kya vo bhi har din thoda marta hai,

Kya pata,
Kya pata..

Mai jab bhi nayi raah chunta hu,
Mujhe vo bohot yaad aata hai,
Mai jab bhi naye khwaab bunta hun,
Mujhe vo bohot yaad aata hai,

Jaise vo saath nibhata tha,
Ab koi bhi na nibhata hai,
Jaise vo saath me chalta tha,
Ab koi bhi na chal pata hai,

Kya vo bhi mujhe yaad karta hai,
Kya vo bhi akele me darta hai,
Kya vo bhi har din thoda marta hai,

Kya pata,
Kya pata..

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Check Also
Close
Back to top button